Zindagi
ki rooh ke ye zakhm bhar gaye hote,
yeh zindagi to aap ki amaanat thi warna,
hum to kab ke mar gaye hote!!
tujh mei aur tere yaad mei
bas farq hai itna
tu to bewaqt aata hai par
tere yaad har waqt aati hai
Chandni raat mei
sara jaha sota hai
Lekin kisi ki yaadon mei
koi badnaseeb rota hai
Khuda hamari mohabat par
fida naa karai
agar karai to
humlogo ko juda na karai
Kashish honi chahiye
kisi ko yaad karne ki
lamhe to apne aap aajaathe hai
waqt hona chahiye
kisike saath guzarne ki
bahane to apne aap mil jate hai
Teri ishq me ek nasha hai,
Tabhi to yeh dunia hum se khafa hai
na karo humse itna pyar
ki dil hi puch teri dhadkan kahan hai?
Ek Hasi jo hasa de,
Ek aasu jo rula de,
Ek Aarzu jo jaga de,
Ek chaahat jo samjha le,
Har aahat jo jaan le,
Usi rishte ka naam hai, Pyar
Hasraton ki nigah par sakth pehra hai,
Na jane kis ummid par yeh dil thehra hai,
Teri chahaton ki kasam e-jaan
apni deewangi ki hadh
aapke pyar se bhi gehra hai
Har khamoshi ka matlab
Inkaar nahi hota hai
Har nakamiyabi ka matlab
haar nahi hota hai
Kya hua agar tumhe pa nahi sake
sirf pane ka matlab pyar nahi hota hai