intazaar
intazaar mein jinke hum bethe the,
uski aahat bhi sunai na di.
khayalo mein wo jo ek chera tha,
uski jhalak bhi dikhai na di.
the jiske hum aashiq wo to bewafa nikla,
bhichede hum aise ki,
girte hue aanson ki aawaz bhi sunai na di
ek khamoshi si chayi hai aaj,
dil ki gehraiyo se ek aawaz aayi hai aaj.
cho liya ho kisi ne soone dil ko jaise,
ek kap kapi si hui hai tan mein aaj.
jhankar dhadkano ki jo baj uthi hai,
aawaz uski tere dil mein sunai di hai.
ghiri hui hoon zanzeero mein aise,
meri tadap tere geeto mein sunai di hai.
Read more...